Telenor Questions & Answers | Telenor Quiz
Telenor Pakistan: Rozana Quizzes ke sath jeetain inam
Telenor Pakistan ek mashhoor tech mobile network hai jo rozana quizzes ke zariye apne users ko inam deta hai. Agar aap Telenor user hain aur free internet data, balance ya aur bhi amazing rewards jeetna chahte hain, to Telenor Quiz me hissa lena ek achha mauqa hai.
Aaj ke Telenor Quiz ke Jawabat - 19 August 2024
Telenor Quiz Today Answers 19 August 2024
Question 1: What is the name of the traditional lentil curry in Pakistan?
- Daal
- Biryani
- Nihari
- Aalu Gosht
Answer: Daal
Question 2: What is the name of the sweet dish made with rice?
- Biryani
- Pulao
- Haleem
- Zarda
Answer: Zarda
Read Also: Telenor Load Reversal Code
Question 3: What is the traditional yoghurt based drink called?
Sharbat
Lassi
Rooh Afza
Juice
Answer: Lassi
Question 4: Which city of Pakistan is known for its unique style of lamb shinwari?
Peshawar
Karachi
Lahore
Islamabad
Answer: Peshawar
Question 5: What is the traditional Pakistani breakfast dish served with puri?
Nihari
Halwa Puri
Channa Chaat
Paratha
Answer: Halwa Puri
Telenor Quiz Kya Hai?
Telenor Quiz "My Telenor" app par ek engaging feature hai. Rozana aapko paanch MCQs milte hain jinke jawab de kar aap free internet data (MBs), balance, aur dusre inam jeet sakte hain. Ye quiz aapko rozana engage rakhti hai aur aapke phone bill ko kam karne me madad karti hai.
Telenor Quiz Mein Kaise Hissa Le?
1. "My Telenor" App Download Karein:
- Agar aapne abhi tak nahi kiya, to “My Telenor” app download karein. Ye Google Play Store ya Apple App Store se mil jayegi. Search karke download button pe click karein. App free aur install karna asaan hai.
2. App Open krain:
- App install hone ke baad use apne phone pe open karein. Apne Telenor number se login karein. Agar aap naye hain to register karna parega.
3. Quiz Section Mein Jayein:
- “Test Your Skills” ya “Play & Win” section dhoondhein aur uspe tap karein. Ye section aasan se mil jata hai aur prominently display hota hai.
4. Sawalon Ke Jawabat Dein:
- Rozana paanch MCQs aapke samne honge. Sawalon ke jawab sahi dene se aap 150 MB tak free internet data jeet sakte hain. Questions ko dhyan se padhein aur tez jawab dein.
Jawabat Ki Durusti Ko Yaqini Banayein:
Sahi jawabat ke liye ApplyJobExam.Online website check karein.
Inam Aur Faida:
- Free Internet Data (MBs)
- Balance
- SMS aur Minutes
FAQs:
"My Telenor" App Kya Hai?
Ye aapka Telenor account manage karne ka tool hai.
Telenor Se Kaise Rabta Karein?
Helpline: +92 (42) 111 345 100, ya email: telenor345@telenor.pk
Free Internet MBs Kaise Milte Hain?
Rozana quiz mein shamil ho kar.
Nateejah:
Telenor ka rozana quiz users ko engage karne aur inam dene ka shandar tareeqa hai. Rozana hissa le kar free MBs aur dusre inam jeetain. Latest quiz answers ke liye ApplyJobExam.Online visit karein.
Hy Visitor, we happy that you remembered us, We reply you soon